top of page

Ectasy Treasures Of My Life

By Shahima


Ehsaas  itna bekhabar hotha hai

Insaan khud mei hi kho jatha jai

Har lamha begaana lagtha hai

Log badal jathe hai mausam ki tarah

Kisi cheez ki Koi barosa nahi

Woh apne saath rahenge har jagah 

Bus apna waqt  apne saath rahega

Yakheenan Woh bhi apna rang dikhayega

Yeh tho bas dastoor hai.

Koi apna na rahega.

Yaadein aur ehsaas rahengi

Inhe dost banaye , dil mei sajalijiye

Zindagi Jeena asaan ho jayegi 



Kuch ehsaas khushi dethi tho

 kuch dukh par dono zaroor kuch 

Sabak sikha jathi hai.

Yeh hosla hi jeene ko aur

Majboot banathe hai

Rab se rista  gehra aur mukammal

Ho jatha  hai.

Har Subah ek nayi ruthba,jazba hai

Raat ke andhere ke baad  

Naya   ujaala hotha hai 

Har dukh ,gham kuch pal ka hai

Is ehsaas ko dil mei  lekar 

Chehre par muskurahat liye

Insaan aage badtha hai.

Ehsaas bus Ehsaas!!


By Shahima




11 views0 comments

Recent Posts

See All

The Unfinished Chore

By Ambika jha Everything is now in balance Stands steady, holds its grace The furniture is dusted, teak wood glimmers all golden and fine...

The Art Of Letting Yourself Go

By T. Pratiksha Reddy If I were to be murdered, I’d ask my killer- “Will it make you happy? Because if it will Then I welcome death With...

A Symphony Veiled In Blight

By Praneet Sarkar In twilight's embrace, a tempest rages, Beneath the stars, our passion engages. With lips aflame, and eyes of frost, We...

Comments

Rated 0 out of 5 stars.
No ratings yet

Add a rating
bottom of page