Doctors Ki Life!
By Dr. Sneha Pawar
Stethoscope
Roz leke aata Hai ek Naya hope
Kabhi lagta Hai kya Kar paungi yaha cope
Ek alag si yeh duniya
Na koi khelne na hi koi khilauna
Kabhi pneumonia kabhi convulsion Ussi mein laga rehta mera Mann Koi nahi Hai yaha, kehne beta kuch toh khaa
Roz yaad aati hi aapki maa
Woh video calls pe rona
Aur ussi aansuo ko sabse chipakar sojana
Kya kahu
Kese rahu
Hostel ki yeh meri choti si kahani
Suno meri rawanii
By Dr. Sneha Pawar

Comments