Courage
By Arushi Sharma
Waqt ke garbh me chupa hua ek raaz hai,
abhi chhuyi hai bas zameen aasaman ka khyaab hai,
jo ho gaya so ho gaya ab khuli nayi kitaab hai,
kho diya jo kho diya ab kuch paane ki aag hai,
hari hu kai baar me hara nhi hai man mera,
zindagi ko jeeti hu zindadili se is baat ka naaz hai,
ab bad chali hu raah me ab bas fatah par nigaah hai ,
waqt ke garbh chupa hua ek raaz hai ,
waqt ke garbh me ek khoobsoorat raaz hai.
By Arushi Sharma

Comments