By Naman Kumar
Uljha rehta kaam ma din ma raat hota hi akelapan aa jata dil mein
Dost sathi ha bhaut kam kyu ki main chupa rehta door kisi andhera bil ma
Apna aap ko pata nhi ku bna rha bichara main
Leta kabhi na kisi ka Sahara main
Bhala honga chota pr phir bhi hu ik sitara mai
Jiski chamak sa ana waley kal mai fila doonga
Charo Or sunhara ujala
Main
Yha nafrat se bhare logo kay dera sa rakhta hu kinara main
Na kisi ko Bakta mu sa antt Sant na lagata koi nara main
mann sa hu nake doosre ko Dukh ma dekhkar dil ko phauchti
Hai thesh
Logo ko lagta hu isliya bichara mai
Aaj ke zamane mein mera jaisa logo ki chalti na pesh
Dar dar bhatakta
Kismat ka mara mai
Is kalyug ki duniya ma
Dhoondu apni manzil
Logo ki bheed ma
Bhagu phaen ka zanjeer
Par dikha na rahat ka kinara ya
Jha hota hai insaan ki sbhi
Vasnao sa chutkara veh
Mila ga zaroor ik din
Pa loonga phir Sara ka sara vo khajana mai
Jo mila na zmaeen ka andar na paar krke saat samundar
Uske liya bola kaafi ek mantar mai
Kaam na aaya
Peer bawao sa laya jo jantar mai
Baki logo sa alag
Unma aur khudma mehsoos karu bhaut antar mai
Bas malal is baat ka
Jisa manga har mannat ma
Wo thi phalae sa hoor
Kisi aur ki jannat ma
Ya jaan ka bhi kiya ussa
Ijhaar taki sun saku inkaar uske muh se dil par rakh kr pathar ma
dil kehta wo khud ek din aayegi jab aas paas usko meri parchayi nazar aayegi tab mera hi chehra har jagah aur naam har zubaan par paayegi
Aasi hi dua karta hu ab ma
Rab sunaga zaroor meri
karta hu harpal ye vishwas main
By Naman Kumar
Nkk