By Naman Kumar
Aakar teri aankh ka
Usme
sooraj doobta shaam ka
Ik hassi tera hotho ki
Wajah hai kai moto ki
Tujhe pana ab khwaish hai tu hi dil ki ek choice hai .
Duniyan ka shor mai ab
Tera liya gana hai apni voice mai
Dhun banake teri awaj ma fela doonga noise sare jahan mai
Soch sa sabdo ko bunkar bna loonga alag sabse ik rhyme main
Phalae jo kabhi na kiya dil churna ka karu ga ab crime main
Sehna sake sabhi aise karu phir sabse alag shine main
mun kahe tujhse pyar karu
Aisa roj sunnu
Apne kyu mind mai
Wo wala nhi jo khatam ho jata sirf do pal ki bed mai angdai mai
Mehsoosh hota utar ka vo rooh ki gehrayi mai
Jismo ko kharochne sa milta jisko sukh
Vo kya Jane niharna sirf mehboob ka mukh
Aankhon ka sheesha ki parchai mein
Aakar teri aakh ka usme sooraj doobta shaam ka
Labo sa nikla
Kano ma pighla
Geet sunnu tera naam ka
Waqt na mera paas kisi aur kaam ka
Surroor ma jhoomu
Nasha ma ghoomu
Bina piya koi jaam sa
Rattu subah shaam
Jaap tera naam ka
Chehra ma chahna laga
Nikhar beshumaar sa
Jha ko nain ferau
Vha ko nazra apni upar pau
Logo ko ab lgu na aam sa
Par mai to vohi insaan tha
Jissa tuna thukraya shareaam tha
Jab palta samay ka pahiya
Yaad aa gayi meri
bhool gaya tujhe tera saiyan
Ye to hona pakka
Mujhe pata ik shaam tha
Dar dar bhatakti pucha gi
Kon sa mera gaon tha
Tujhe hoga phir bura feel
Mujhe pata tera hona ya anjaam tha
Aakar teri aankh ka usme sooraj doobta shaam ka
Kausi gi khud ko jab
Danka goonja mera naam ka
Mausi ka laya tb
Rishta thukrayi koi aam sa
Tune diya kabhi jo
tujhe bhi
Hoga feel wo
rab badla lega
mera har ek ghao ka
Waqt ayega
Sachi mohabbat
Ka intqkaam ka
Bhalay tera aashiq tera saath tha mera saath rehti
tujhe alag dikhta ya jahan tha
Kehti phir
us bande ka alag hi charm tha
Jisna kabhi chaha tujhe
Din raat tu usse chah abhi
aayega na vo phir bhi deda tu so rab ka chahey usse vaas ta
Usne Dekhi wo raate jha
Uske paas na koi yaar tha
Akela apni tanhai sa ladta nikaab har pal khushi ka rakhta
Aisa wo dildaar tha
Aakar teri aankh ka
Usme
sooraj doobta shaam ka
Ik hassi tera hotho ki
Wajah hai kai moto ki
Tujhe pana ab khwaish hai tu hi dil ki ek choice hai .
Duniyan ka shor mai ab
Tera liya gana hai apni voice mai
By Naman Kumar
Abshd