Ishq
top of page

Ishq

By Mahvesh Junaidi


Imtehaan mere ishq ka lete rehna,

jab tak lena chaho..

yah chaho toh meri wafadari ka lena…

meri wafadaari hi mere ishq ka saboot hai,



mere tassavur ne har lamha kuch na chaha par sirf usey,

aur inn hi tassavur ke kuch lamhaat may ham shayar ban baithe….

tassavur ki dunya se usey haqeeqi zindagi may dhundte dhundte meri aarzoo meri koshish bankar rehgayi,


aur na umeedi may phir bhi uske aakhri deedar ki aarzoo ki umeed rahi,

aur phir ek dafa uske deedar ki aarzoo ek aakhri aarzoo hi bankar rehgayi.

par shayd bichad jana taqdeer may tha,

magar gham bichad ne ka nahi balke

gham toh isbaat ka tha ke may abtak tassvur ki dunya may hi jee raha tha.


By Mahvesh Junaidi



4 views0 comments

Recent Posts

See All

Maa

By Hemant Kumar बेशक ! वो मेरी ही खातिर टकराती है ज़माने से , सौ ताने सुनती है मैं लाख छुपाऊं , वो चहरे से मेरे सारे दर्द पढती है जब भी उठाती है हाथ दुआओं में , वो माँ मेरी तकदीर को बुनती है, भुला कर 

Love

By Hemant Kumar जब जब इस मोड़ मुडा हूं मैं हर दफा मोहब्बत में टूट कर के जुड़ा हूं मैं शिक़ायत नहीं है जिसने तोड़ा मुझको टुकड़े-टुकड़े किया है शिक़ायत यही है हर टुकड़े में समाया , वो मेरा पिया है सितमग

Pain

By Ankita Sah How's pain? Someone asked me again. " Pain.." I wondered, Being thoughtless for a while... Is actually full of thoughts. An ocean so deep, you do not know if you will resurface. You keep

bottom of page