top of page
  • hashtagkalakar

30th Feb

By Ritik Koul


Likhu ab kya likhnay ko baccha kya,

main jitna be likhu hr baar lagge likha kya.

Socho kitna bee bhale tera baare,

par insaan he hai dil lalach say nah kabhi barra gaa.

Shamo main jo nah samane tu

saalo say laaga mujhe phir har pal,

Tere intazar main jalla duu yaado ki mombatti

phir katro say moom mere ankho say pigal gya.

Main woh shayar jiski khusi ka aaga laga hai khud,

Main woh haath jiski kismat kay aaga likha hai badh,

Main woh gaana jiska aaga khada hua bay,

Main woh naam jiske aaga gaddha hua gum.

Sanso say Sanse thooti jab tere baare main bola

aayne ko maine sach,

Han woh sach hai ki thoodh diya usee koe jaane ga nah tujhe mujhsa bhatar aab.



Jo be baate thee baate hee rah gye,

Tere awaaz khayalo main rah gye,

Sunne wala tha bas ek par lagta hai,

Pooja main namaze kaam rah gyee.

Sooya hua kon jaaga hua kon,

Sawal hai sab par Jawab hain kon,

Sunne wale toh hai Tees(30) feburary par

Sunne wale aye yaha needh main bee roz ab.

Hai woh sapnay he kya jo nah baade hoo,

Hai woh apnay he kya jo nah laade ho,

Hai woh zindigi he kya jisme charre pay hassi aur ander baara gum nah hoo.

Aasaman main dekho dur dur tak gaharie,

Mehtab kee be chuur chuur angadie,

iss jahan ka toh raaz he yahe hai

jaasa mann ho wasaa hee phir daata dekhie.

Waffa ki aankho main toh khalli arman hai,

Maddad ka naam pay loog kartay ehsaan hai,

Mujhe chood ka challe gye hai mere rooh

bole pasad muhjko nah mera insaan hai.

By Ritik Koul




16 views5 comments

Recent Posts

See All

By Sonal Lodha मौक़ा मिला है आज तो करने दे मुझे शुक्रिया तेरा ! उगते सूरज से शुरू हो , हर रोज़ नयी एक ज़िंदगी मेरी बढ़ते हर कदम पर साँसो पर करे जो पैरवीं मेरी ढलती शाम फिर जब नये सवेरें नयी उम्मीद इंत

By Arlene Nayak I walk across the countryside Looking o’er the everlasting fields As the melodious tunes of a robin Hit my longing ears. The river flows ever serenely Through the undergrowth The gay f

By Arlene Nayak The ocean breeze blows through my hair The sand stretches for miles before meeting the cool water. The waves crash against the shore The sun sets, painting the sky a beautiful orange a

bottom of page