top of page

Ranjish -E- Nazar

By Sahinoor Rahman


Meri Nazron ne aaj yeh Nazaara pehli baar dekha hai....

Nazron ne unki, kiya hume Nazarandaaz...

Ada humne yeh pehli baar dekha hai..



Unka Gairon se Nazrein milaana kai baar dekha hai... Iss dafa kisi ko Nazron mein basaa lena humne yeh pehli baar dekha hai...


Unke Rutbe ko meri Nazron mein chadta har baar dekha hai... Par dheere dheere khud apni hi Nazron se Girjaana, humne yeh pehli baar dekha hai...


By Sahinoor Rahman



Comments

Rated 0 out of 5 stars.
No ratings yet

Add a rating
bottom of page