top of page
  • hashtagkalakar

Bachaya Na Kar..!!

By Chirag Jain


Khudh ko itna bhi na bachaya kar

Barish ho toh bheeg jaya kar

Kalki cinta mein apne aap ko doobaya na kar

Aaj he zindagi hai, yeh soch kar jee liya kar…

Kaha likha tha sath hamesha ka

Ab joh kho he diya… toh apne aap ko yhun andhere mein chuapaya na kar

Barish ho toh bheeg jaya kar..!!



Mai suraj ki roshni mein, chand ki chamak mein.. hamesha tere sath tu

Jab yeh dikhe toh muskuraya kar…

Jab khamosh ho sari duniya

Tu kamoshi se rista banaya kar

Lafzo ki cah mai apne aap ko yhun sataya na kar…!!

Barish ho toh bheeg jaya kar…!!

Barish ho toh bheeg jaya kar…!!


By Chirag Jain




53 views8 comments

Recent Posts

See All

By Ankita जिनको खुश रखने क लिए मर रहे है वो एक पल नहीं लगाएंगे भूलने में यादें और नाम भी घुल जायेंगे वक़्त के साथ और हम भटकते रहेंगे अपनी ही तलाश में, फिर मांगना एक और मौका ज़िंदगी का और फिर से भूल जाना

By Gagan Dhingra Thought / Brief of Poem. This poem is for a sister from brother side, whose sister is living in abroad and she comes to meet her brother once in 2-3 years and most of time brother and

bottom of page